Islamic Info sms
Q:- Quran ki pehli surah kis chiz pr likhi gyi?
Ans:- Khajur k patto pr.
Q:- Quran me kis sahabi ka zikar aya ha?
Ans:- Hazrt Zaid Bin Haris(R.A).
Q:- Quran me subse km hurf konsa aya ha?d
Ans:- Zoa.
Q:- kalima Taiyiba me kitne nuqte hyn?
Ans:- Koi nuqta nhi ha.
Q:- Quran me lafz Allah kitni bar aya ha?
Ans:- 6701 bar.
Q:- Konsi 2 surtein ek sath nazil huin?
Ans:- Sooreh Falaq aur Sooreh Naas.
Q:- Quran k pehle katib(likhne wale)kon the?
Ans:- Hazrat khalid bin saeed(R.A)..